First Hemp Farm Inaugurated: Government hopes to generate $1 billion | Bhang in Pakistan



IndustrialHemp #BhanginPakistan Govt of Pakistan has officially launched a pilot project of cultivation of industrial hemp near …

11 Comments

  1. Special guest Federal Minister for Science and Technology Shibli Faraz said that cannabis crop will reduce dependence on cotton and give Pakistan more foreign exchange
    یہ ہے جدید ریاست مدینہ کی صنعتی و تجارتی پالیسی۔ بھنگ کے ذریعے خود انحصاری۔

  2. Good step by Pakistan government in North America is legal. Pakistan and Afghanistan hash famous and way expensive 🇵🇰🇵🇰

  3. Is video main di gayi sari information sahi aur hakikat pe mabni hay , wakehe duniya bhar main yeh Canabis / Hennep ko bahut badde level pe mukhtalif tarekon se istamaal kiya ja raha hay .
    Pakistan main log siraf khud bakhud ugne wali Jangli Bhang ko jante hain aur ussi ko dekh ke jo dil chahye kehte aur karte hain .

  4. Bewkoofon aur jahil logon ko itna bhi pata nahi ke Bhang duniya bhar ke beshumar mulkon main mukhtalif medical , industrial aur import product ke liye ugayi jaati hay .
    Pakistan main Sab se ziyada acha mosam hay aur aabo hawa hay jo is fasal ko Ugane aur bahut achi quality aur ziyada paidawar ke liye bahut faeda mand hay . EU aur North American countries main Canabis ki kasht ko legalized kar ke Ugana shuru huye kayi saal ho chuke hain .
    Wakehe bahut acha kadam othaya hay , Pakistan jaise mulak main jahan Bimaariyan bhi apne puray aaroj pe dikhayi deyti hain aur MediCine ki kimat bhi bahut ziyada hay , gareeb aur kam amadni walay log bhi unhi tarekon aur research se faeda otha ke taraki yafta mulkon ki tarah apna ilaaj kar sakte hain .
    Jahil aur Bewkoof logon ki Akal pe matam karne ki bjaye , hakumat ko chahiye ke Akal ke Dushman inn logon ko mazeed aur tafsieli malomaat dey ke inn ke dimaag main bhare huye bhus ko bhar nikalne ka bandobast karay .

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*