Difference between Seizure & Epilepsy | मिर्गी का दौरा- कारण, निदान,उपचार | Healing Hospital



What should you do when someone has a seizure or epilepsy (मिर्गी का दौरा) How do you manage epilepsy and …

28 Comments

  1. Sat shri akal dr.mere bete ka 13 saal pehle AVM ka operation hua tha,10 saal se koi seizures nhi aaye,but dr.medicine kam krne pr bolty hai ki aap dekho dwai kam krni hai ya nhi 25%chances hai seizure aa sakta hai,levera 1500 mg mor &eve leta hai,cloba 15 mg night mei.smjh nhi aati kya kru? Itni income nhi ki private doctor's ko dikha saku,pls help sir,mujhy kya krna chaiye,abhi age bete ki 26 hai,koi problem nahi hai usy.Brain haemorrhage bhi hua tha 13 ki age mei.

  2. Maine sabhi ke coment pde sirf is liye ki main bhi preshan hun 2009 se meri miss ko yahi problum hai usko to rat ko pakka or kai bar din main bhi aate hai pgi ka treatment hai but bo bhi fail ho chuke haun

  3. Mere bete ko thoda sa bhi bukhar aaye to use jhatke aate ek bar rat ko uska bukhar 103° tak gaya mujhe malum he nahi tha,fhir use bahut jhatke aate emergency me uska fever spnzing se kam krte aur paracetamol syrup me jhatke frizium ki medicine dete thoda time accha laga, 2 din ke bad aur vise he problem fhir use BRANOCON SYRUP AUR ASSICON SYRUP Aur ye dawa Dene ke bad use 6se 7 mahine me completely aaram mila,

  4. Mera beti 5yers ka he use agle mahineme hui thi or mri eeg kiya doctor ne bola a ak prokarka mirgi he 10 yera age me chala jyenge ab treatment chal rahiye 3 yars me1 medicine 💊 chalega fer problem hui to or 3 yers treatment bar jeyengi

  5. Sir mujy pata nai ha ke mujy Seizure ha jaa Eplipsy ha or kujay jaa 15 year age ma hone statr hua abbi mana docter koo dekhta too mujy farak tha lakin docter na Dabai ke Dose kam ke too mujy fer saa hona laga ha maltb mana 4 year continue Dabai ke ha 4 year ma bilkul thek raha lakin Dabie ke Dose kam karna ke Baja saa fer saa start hua ha OZMAZETOL 600 DABAI LHATA HUU MA
    TOOO MUJY KASSA PATA CHALGA JAA LIFE LONG HA JAA SOO PLEASE MARA DOUTE CLEAR KANA

  6. Rat ko Sote Samay Nind me Achanak Doure Aata, Desi Dawa Khaya, Dawakhana Kiya Tabhi Aaram Hota Band Huwa To Aur Shuru Bahut Tang Aaya , Phir Mere Dost Ne Ayurvedic Dawa me ASSICON SYRUP AUR BRANOCON SYRUP magwaya Ye Ayurvedic Tha, Accha Hai 6 Se 10 Mahine Liya, Bahut He Aaram Mil Gaya , Accha Hai Bhai

  7. Seizure ek din mai 5,6 dafa aata hai doctor serf dawo detya hai 5 dawa hai din mai 5 dawa do baar hai morning aur night mai 😢mai bhut thaak gae hu

  8. Sir I lost my wife in pregnancy delivery,,,,before operation usko daat laga ,Theda hone lagi,,,,,,and kafi lamba aise hi Theda medha hone lgi,,,

    Baccha delivery ke agle din phir daura aaya ,,,,,,,wo icu , ventilator me jakar death ho gyi,,,,,, orchid hospital Ranchi only hi fi bill banaya aur mughe meri family barbad kar dia

    Kyo hua aisa sir,,,,mar gyi meri wife😢😢😢😢

  9. Hello sir… Mere husband ka accident hua tha 2014 mein.. N he had a severe brain injury… Thenafter, we admitted him in ludhiana DMCH and unki surgery hui… Uske baad se hi.. He started having Episodes of seizures…
    Operation k baad epilepsy curable hai… Ya fir uska lifelong medicine chlta rhega

  10. Mera beta c.p child hai bahut seizures ate hain medicine bhi zyada kaam nhi krti pls mujhe bataen kya karun,doctor ko dikhate hain,koi benefit nhi milta

  11. Sir meri wife ko 1 saal se achanak hath panv mud jate h or uski yadast kuch time ke liye chali jati h thodi der baad phir normal ho jati h ye kya h mirgi ya kuch or
    Bs ye hi hota h or hota bhi h 20 se 25 din ke baad

  12. Mai 15 sal ka tha tab muze pehla mirgi ka ztna aaya tha. Pata nahi ye achanak se kaise ztke aana shuru hua muze. Mai to jindagi jeena hi nahi chahta tha maine bahut se treatment karke dekhe lekin kuch nahi hua. Final me muze mere friend ne branocon syrup aur Assicon syrup ke bare me bataya ya Ayurvedic ka product maine Flipkart se mangwakr use Kiya pure 5 mahino tak. Aaj mai normal jindagi jee raha hu. Is medicine ko na liya hota to pta nahi mai is jaha me hota bhi ya nahi.

Leave a Reply

Your email address will not be published.


*